[hindi_jokes] COLLECTION OF MY SMS
1) Kab maine kaha ki chandi aur sona chahiye,
bas aapke Dil me ek chota sa Kona chahiye.
Keh sake jise hum Dil se apna,
aisa bhi to koyi APNA hona chahiye..
2) Kabhi to teri palkonpe jhilmilaun mein, tu intezar kare aur aaun mein. Mere Dost, samundar mein lejakar fareb mat karna, tu kahe to kinare pe hi dub jaun
mein
3) Jate hue usne koi Nishani na di,
Par
Umar bhar dohrane ke liye kahani de di.
Unki Pyaas ka to pata nahi,
Par
Hamari palko ko Unhone Gham ki nadiya de di....
4) Wo to pani ki boond hai jo ankho se bah jaye,ansu to wo hai jo tadap ke ankhon me hi reh jaye,wo pyar kya jo lafzo me byan ho,pyar wo hai jo akho me nazar
aaye.
5) Hame ashkon se zakhmon ko dhona nahi ata.
Milti hai khushi to use khona nahi ata.
Seh lete hain har gham muskurakar,
Aur log kehte hain hame rona nahi ata.
6) Wo kahte hain k saari raat aap hume sone nahi dete... hum kehte hai k apka Noor he aisa hai k aap hamari raat hone he nahi dete...
7) Pyaar woh beemari hai jis par koi dawa asar nahi karti, aur bewafayi woh dawa hai jis se yeh beemari dobara nahi lagti.
8) Ek din Unhe na dekha to Dil udaas ho gaya, Kuch hi pal me Wo itna khaas ho gaya, Ab tak to pata nahi tha mujhe, Lekin Unki judaai se Pyar ka ehsaas ho gaya.
9) Labo pe aaj unka naam aa gya, pyase k haath jaise jaam aa gya, dole kadam to gira unki baahon me jaakar, aaj hamara peena hi hamare kaam aa gaya.
10) Kuch lamhe kuch ehsaas mitaye nahi jate, Kuch meethe-2 pal bhulaye nahi jate, kuch nazre khud hi keh jati hai, Kuch alfaaz sunaye nahi jate.
"It takes a minute to have a crush an hour to like someone and a day to love someone but it takes a lifetime to forget someone" Be in touch..

JOIN GANESH KUMBLE'S NEW GROUP
http://groups.yahoo.com/group/selectedmails
TO GET FEW SELECTED PICTURES,MOVIES,JOKES ETC
(2-3 EMAILS PER DAY.)
THIS GROUP IS FOR THOSE WHO WANT FEW SELECTED
EMAILS INSTEAD OF READING TOO MANY MAILS.
GANESH KUMBLE
ganeshkumble11@gmail.com

Change settings via the Web (Yahoo! ID required)
Change settings via email: Switch delivery to Daily Digest | Switch format to Traditional
Visit Your Group | Yahoo! Groups Terms of Use | Unsubscribe
SPONSORED LINKS
.
__,_._,___
0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home