Thursday, August 10, 2006



Thumak-Thumak Kar Chalti Ho


ek party me ek ladki cold-drink peete hue ja rahee thi.
to ek ladke ne kaha:
thumak-thumak kar chalti ho ,
kya maar dalogi,thodi see drink hame bhi pila do,
kya achaar dalogi.


ladki ne jawaab diya:
thumak-thumak kar chalti hu,
chaal hi aisee hai,ghar jakar maa se bol ,

Arz kiya hai



Arz kiya hai

Kehte hain ki ISHQ main neend ud jaati hai
Koi humse bhi ishq kare Khambhaqat neend bahut aati hai
Kar diya izhare-ishq hamne telephone par,laakh rupaye ki bat thi,
do rupaye main ho gayee (wah wah)
Pyaar ke jaam ko aise na piyo,
keAdha piya aur adha chod diyaYaron
yeh pyaar hai pyaarNahin koi Vim Bar
Jo thodasa lagaya aur bas hogaya.......!!
Aur bhi cheezain bahut see lut chuki hain dil ke saath
Ye bataya dooston ne ishq furmane ke baad;
Is liye kamre ki ek ek cheez "check" karta hoon main
"Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad"(wah-wah)
Log ishq karte hain,Bade shor ke saath.Humne bhi kiya,
Bade zor ke saath.Magar ab karenge,Thoda gaur ke saath.
Kyonki kal usko dekha,Kisi aur ke saath. Kaisi Rahi,
kya khayal hai aap sabka is shayari ke baare mein.........
aur agar kisi ne yeh pahle hi padh rakha hai to ...........




aj ke shayar


bhai aj ke shayar and unki shayari ,dono hi
lajawaab hai.main eska ek example deta hu.ek shyaro ki meeting ho rahi thi.bahut
bade-bade shayar aaye hue the.sabse pahle ek saahab stage par gaye,aur suru
kiyakhuda kare haseeno ke baap mar
  • jaye,janaze ke bahaane unke ghar ho aaye.ye to aapne sun liya.ab aglamera ghar par aakar tune pyar mujhse kiya,pyar kiya ya yu hi mujhe bahla diya,par ek baat ka to pakka yakeen hai,ki jeans hai tune mera chura liya.aj tak dil churane ki baat hoti thi .ab jeans.iske baad ye saahab aa gaye.ek dusre gaye aur unhone suru kiyakhoon-ye-jigar bahakar hamne rasm-ye-ulfat nibhaee hai,ek bewafa se dil lagakar dil pe chot khaee hai,usae dekh-dekh jite rahe hum phir bhi ab talak yaaro,uth gaya janaja mera jab uske ghar me bajee shanaee hai.es ke baad enhone aur achee-achee shayari pes ki.mujhe aisa laga ki sayad mahfilme rang jam chuka hai.ab ek dusre saahab aye aur kahajani-jani pila de pani,tera bada sabab hoga,kamar ke neeche laga de takiya,tera bistar karaab na hoga.



    Us Jheel Kinaray Pal Doo PalEk Khuwaab Ka Neela Phool KhilayWoh Phool Baha DeiN LehrooN MeiNEk Rooz Kabhi Hum Sham DhalayUs Phool Kay Behtay RangooN MeiNJis Waqt Larazta Chand ChalayUs Waqt KahiN Un AankhooN MeiNUs Bisray Pal Ki Yaad Tow HooUn Jheel Si Geehri AankhooN MeiNEk Sham Kabhi Aabad Tow HooPhir Chahay Aankh Dareechay SayYey Khuwaab GareezaN Hoo Ja'ayPhir Chahay Umr Samandar KiHar Mauj PareeshaN Hoo Ja'ayPhir Chahay Phool Say Chehray KaHar Dard NumayaN Hoo Ja'ayUs Jheel Kinaray Pal Doo PalWoh Roop-Nigar Eejad Tow HooUn Jheel Si Geehri AankhooN MeiNEk Sham KahiN Aabad Tow Hoo



    thi jine ki
    Ho ker Zameen Ki, Aasmaan Ki Chaah Kyun KaroonMain Tujh ko Paanay Ki Tamanna Kyun KaroonMujh ko Khabar Hai Judai Tarpayegi Tujhe Har PalIs hi liye Bata de Main Tujh se Wafa Kyun KaroonAman Ko Mere Chot Lagay gi Gar Tu Na Mila MujheTujhe Apna Bana ne Ki Phir Dua Kyun KaroonTeri Masoomiyat Ko Rab Ne Banaaya Hai Mohabbat Ke liyeTujhe Na Chahne Ki Phir Main Khata Kyun KaroonTeri Meri Qismat Ki Raahain Hain Judaa JudaaMain Phir Teri Banjanay Ki Aarzoo Kyun KaroonMeri Hathoon Ki Lakiroon Mein Nahi Hai Naam TeraMain Tera Naam Apne Naam Se Milanay Ki Justajoo Kyun KaroonMeri Baatain Tere Dil Mein Hamesha Bass Jaati HainIs Baat Ki Khabar Rakh Kar Main Koi Guftagoo Kyun KaroonBatoon Batoon Main Benaam Fasaanay Banjaate HainAur Aisi Adhuri Kahaani Ko Main Shuroo Kyun Karoonjoo Bhi Jazbaat Hai Dil Mein Dil Tak Mehfooz HainYeh Bataoo Ke Main Unka Zikar Dubara Kyun KaroonMana Ke Mohabbat Bhari Nazar Dil Par Gehra Asar Karti HaiUsay Pyaar Se Dekh Ker Us Par Koi Jaadoo Kyun KaroonMere Liye Yeh Mumkin Nahi Ke Main Teri Banjaoun KabhiLekin Main Tujhse Mohabbat Ka Izhaar Kyun KaroonItna Dukhaaya Dil Ko Tunay Mere, Itna Rulaaya Hai MujheSub Kuch Sahoon Phir Bhi Tujhse Bay intiha Pyaar Kyun KAROON

    Hi Boss, People who do lots of work... make lots of mistakes People who do less work... make less mistakes People who do no work... make no mistakes People who make no mistakes... gets promoted That's why I spend most of my time sending e-mails & playing games at work I need a PROMOTION!!!!!!!!!!!!!!!