[Hindi_Jokes] Kaash vadon ka matlab wo samajhte
Zindagi ki rahon mein tumhe jo gam milenge,
Mere hoslon se kam milenge,
Jab khud ko tanha pao kabhi,
Kasam dosti ki bas yaad karna aur samne hum milenge
Har baat ka matlab inkar nahi hota,
Har jagha par baitne intezar nahi hota,
Yun to milti hai hazaron se nazrein,
Har nazar ka milna pyar nahi hota
Ae dil kisiki yaad mein rona fizul hai,
Aasu bade anmol hai, Inhe khona fizul hai,
Ro to unke liye jo tumpar nissar hai,
Uske liye kya rona jinke aashiq hazar hai
Kaash vadon ka matlab wo samajhte,
Kaash khamoshi ka matlab wo samajhte,
Nazar milti hai hazaron nazaron se,
Kaash meri nazaron ka matlab wo samajhte
Mere hoslon se kam milenge,
Jab khud ko tanha pao kabhi,
Kasam dosti ki bas yaad karna aur samne hum milenge
Har baat ka matlab inkar nahi hota,
Har jagha par baitne intezar nahi hota,
Yun to milti hai hazaron se nazrein,
Har nazar ka milna pyar nahi hota
Ae dil kisiki yaad mein rona fizul hai,
Aasu bade anmol hai, Inhe khona fizul hai,
Ro to unke liye jo tumpar nissar hai,
Uske liye kya rona jinke aashiq hazar hai
Kaash vadon ka matlab wo samajhte,
Kaash khamoshi ka matlab wo samajhte,
Nazar milti hai hazaron nazaron se,
Kaash meri nazaron ka matlab wo samajhte
Change settings via the Web (Yahoo! ID required)
Change settings via email: Switch delivery to Daily Digest | Switch format to Traditional
Visit Your Group | Yahoo! Groups Terms of Use | Unsubscribe
.
__,_._,___
0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home