Wednesday, July 30, 2008

[Hindi_Jokes] Spl. for some Oneeeeeeeeeeeeeeeeee

Hi Jaan plz send me mail on my email id --  kuldeepvatsa@yahoo.com

 

 

__________________________________________________________________

__________________________________________________________________

__________________________________________________________________

__________________________________________________________________

 

Jaan Kar Bhi Wo Mujhe Jaan Na Paye,
Aaj Tak Wo Mujhe Pehchaan Na Paye,
Khud Hee Kar Li Bewafai Humne,
Taaki Unpar Koi Ilzaam Na Aaye.

 

Aansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo
Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo
Log moothi bhar namak liye ghooma karte hain
Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo.

 

Dil ko dhadkna tu ne sikhaya,
Dil ko tadapna tu ne sikhaya,
Aankhon mein aansoon kahin chupe the,
Unko jhalakna tu ne sikhaya.
 

 

Rooth gaya hai mujhko manane waala
Ab koi nahi naaz mera uthaane wala
Per jaane kya sochta hai
Yeh khula darwaaza Shayad
Rasta bhool gaya hai, aaane waaala

 

Kabhi Kabhi teri palkon pe jhilmilaaun main,
Tu kare intzaar aur na aau main,
Samunder main le ja kar fareb na karna e-dost,
Tu kahe to kinare pe doob jaau main.

 

Ae mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
Yun to har shaam ummeedon main guzar jaati thi,
Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq main har gam pe rona aaya…
Jab hua zikar zamaane me mohabbat ka
Mujhko apne dil-e-nakaam pe rona aaya…..

 

 

Jaane kya mujhse zamana chahta hai,
Mera dil tod kar mujhe hasaana chahta hai…..
Jaane kya baat jhalakti hai mere chehre se,
Har koi mujhe aazmana chahta hai……

 

Raat kya dhali , sitare chale gaye
Gairon se kya gila ,jab apne chale gaye
Jeet to sakte the hum ishq ki baazi ,
Par unko jitaane ke liye hum har-te chale gaye

 

Hui hum se ye nadani,
Ki teri mehfil mein aa baithe
Ho ke zameen ki khakh
Aasman se dil laga baithe… 

 

Apne Aagaaz Se Aaj tak Zindagi
Teri Hi Yaad Main Gum Rahi
Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ehsaas Hai
Jaise Chaahat Meri Hee Kam Rahi

 

Umeedon ke sahare jiye ja rahe hai,
Tera naam lab se liye jaa rahe hai,
Ek tum ho ki aane ka naam nahi lete,
Ek hum hai ki intezar kiye jaa rahe hai… 

 

Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna,
Kabhi kisi ka aitbaar na karna,
Tham ke khanjar apne hi hathon mein,
Bedardi se apne dil par vaar na karna.
 

 

Kaghaz kaghaz haraf sajjaya karta hai,
Tanhai main sheher basaaya karta hai,
Kaisa paagal shaks hai saari saari raat,
Deewaroon ko dard sunaya karta hai,
Ro deta hai aap hee apni baatoon par,
Aur phir khud ko aap hasaya karta hai. 

 

Har pyar kamyab nahi hota,
Har yaar wafadar nahi hota,
Yeh to dil milne ki baat hai,
Varna saat pheron mein bhi pyar nahi hota 

 

Har baat na yaro se pucho.
Raaz ki ho bat to esharo se pucho.
Lehro se khelna to shauk hai samundar ka
Chot kaise lagti hai kinaro se pucho………
  

 

Sapno ki tarha aakar chali gayi
Apno ko bhula kar chali gayi
Kis bhool ki saja di
Usne pehle hasaya phir rula kar chali gayi

 

Har lafz ko kagaj pe utara nahi jaata,
Har naam ko sar-e-aam pukaara nahi jaata,
Hoti hai pyar mein kuch raaz ki baatein,
Yunhi to is khel mein harra nahi jaata…. 

 

Aisa nahi ki aap yaad aate nahi,
Khata sirf itni hai ki hum bataate nahi,
Pyaar to bahut karte hain hum aapse,
Nadan ho aap isliye hum jataate nahi. 

 

Pathar agar tha unka dil
To mera kaanch ka na banaya hota
Unhe pighalna nahi aaya to,
Mujhe sambhalna hi sikhaya hota.

 

Rulane se pehle ek bar hasaya to hota,
Kasur kya hai is dil ka bataya to hota,
Mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne,
Kaash ye dil humne kabhi lagaya na hota. 

 

Toote hue pyale mein jaam nahi aata,
Dil ke mare ko aaram nahi aata,
E-dil todne wale pehle ye to socha hota,
Ki toota hua dil kisi ke kaam nahi aata. 

 

Jab bhi tujhse milne ki takdeer nazar aayi,
Mujhe apne pairo me padi zanjeer nazar aayi,
Teri yaad mein nikal pade mere aansoo,
Aur har aansoo me teri tasveer nazar aayi. 

 

Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar,
Dil Se Dil Ka Rishta Apni Jagah,
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen,
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah…. 

 

Be-Aitbaar waqt pe Jhunjla ke ro parey
Kho ke kabhi ussey toh kabhi Paa ke ro parey
Kab tak kissi ki yaad mein roenge umar bhar
Hum khud ko kitni baar yeh samjha ke ro parey

 

Mohabbat mujhe thee usi se sanam,
Yadaon me uski yeh Dil tadpta raha ,
Maut bhi meri Chahat ko rok na saki,
Kabar mein bhi yeh Dil Dhadkta raha… 
 

 

Beet jaate hain jo vo zamane nahi aate,
Aate bhi hain toh log purane nahi aate,
Is kadar bikhra hai ashiyana mera,
Zahan panchi bhi raat bitane nahi aate……

 

Aaj arse baad jab suni uski awaaz,
Toh laga ki mere bahut pass hai woh,
Ho gayi nam yeh aankhen jab hosh aaya,
Aur paya ki kabhi naa puri hone wali aas hai woh… 

 

Aap ki wo zaalim ada, mujh ko bimaar kargayi,
Ek baar aap muskura kya diya,teer ko dilke paar kargayi.
Woh bewafa hai to kiya, mat bura kaho usko,
Ke jo hua so hua, khush rakhey khuda usko

 

Kitna bebas he insan kismat ke aage,
Kitne benur he sapnae hakikat ke aage,
Koi ruki hui dhadkan se puche,
Kitna tadpata he dil mahobbat ke aage… 

 

Palko ke kinare jo humne bhigoye nahi,
Sab sochte hain ki hum kabhi roye nahi,
Sab poochte hai khwabo mein kise dekhte ho,
Hum hai ki ek umar se soye nahi….

 

Khali shishe bhi nishaan rakhte hain…
Tute hue dil bhi armaan rakhte hai…
Joh khaamoshi se guzar jaye,
Woh dariya bhi dil me toofan rakhte hain… 

 

Jinki aankhen aansuon se namm nahi,
Kya samajhte ho unhe kya koi gham nahi?
Tum tadap kar ro diye toh kya hua?
Gham chhupa ke hasne waale bhi kam nahi… 

 

Samunder ko kya dukh hai bataa bhi nahin sakta,
Aankhn main aansuu laa bhi nahin sakta,
Tum saath chhodkar jaa rahe ho mera,kasoor nahin tera,
Har shaksh mera saath nibha bhi nahin saktaa…….
 

 

Chaandni raato mein jab sara jahan sota hai,
Lekin kisi ki yaadon mein koi badnaseeb rota hai,
Dil todne wala toh
aram se sota hai Par ,
Wafa-e-mohabbat nibhane wala hee apna sab kuch khota hai, 

 

Gile kagaz ki tarha hai jindagi apni,
Koi jalata bhi nahi or koi bahata bhi nahi,
Is kadar akele hain raahon mein dil ki,
Koi satata bhi nahi aur koi manata bhi nahi….!
 

 

Zindagi hai nadan isliye chup hoon,
Dard hi dard subah shaam isliye chup hoon,
Keh doon zamane se dastan apni,
Usme ayega tera naam isliye chup hoon. 

 

Tute khwabo ko phir sajana aata hai,
Roothe dil ko manana aata hai…
Aap hamare gum ko dekhkar pareshaan na ho,
Hamein to dard mein bhi muskarana aata hai… 

 

Wo mil jate hai kahani bankar,
Dil mein bas jate hai nishani bankar,
Jinhe hum rakhte hai apni aakho mein,
Kyo nikal jaate hai wo pani bankar…. 

 

Tanhaiyo ne jab bhi unhe sataya hoga,
Tab tab unhe mera khayaal aaya hoga,
Gham ye nahi ki wo bhool gaye hume,
Gham ye hai ki ro-ro kar bhulaya hoga…. 

 

Unse roj milne ko jee chahta hai,
Kuch sunane sunaane ko jee chahta hai,
Kisi ka manane ka andaaz hai aisa,
Ki aaj phir rooth jane ko jee chahta hai…. 

 

Pyas wo dil ki bujhane kabhi aaya hi nahi,
Kaisa badal hai jiska koi saaya bhi nahi,
Berukhi isse badi our bhala kya hogi,
Ek muddat se usne hamein sataya bhi nahi…
 

o
Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo
Log moothi bhar namak liye ghooma karte hain
Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo.

 
Dil ko dhadkna tu ne sikhaya,
Dil ko tadapna tu ne sikhaya,
Aankhon mein aansoon kahin chupe the,
Unko jhalakna tu ne sikhaya.
 

 
Rooth gaya hai mujhko manane waala
Ab koi nahi naaz mera uthaane wala
Per jaane kya sochta hai
Yeh khula darwaaza Shayad
Rasta bhool gaya hai, aaane waaala

 
Kabhi Kabhi teri palkon pe jhilmilaaun main,
Tu kare intzaar aur na aau main,
Samunder main le ja kar fareb na karna e-dost,
Tu kahe to kinare pe doob jaau main.

 

Ae mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
Yun to har shaam ummeedon main guzar jaati thi,
Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq main har gam pe rona aaya
Jab hua zikar zamaane me mohabbat ka
Mujhko apne dil-e-nakaam pe rona aay..

 

 

Jaane kya mujhse zamana chahta hai,
Mera dil tod kar mujhe hasaana chahta hai.
Jaane kya baat jhalakti hai mere chehre se,
Har koi mujhe aazmana chahta hai

 

Raat kya dhali , sitare chale gaye
Gairon se kya gila ,jab apne chale gaye
Jeet to sakte the hum ishq ki baazi ,
Par unko jitaane ke liye hum har-te chale gaye

 
Hui hum se ye nadani,
Ki teri mehfil mein aa baithe
Ho ke zameen ki khakh
Aasman se dil laga baithe 

 
Apne Aagaaz Se Aaj tak Zindagi
Teri Hi Yaad Main Gum Rahi
Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ehsaas Hai
Jaise Chaahat Meri Hee Kam Rahi

 

Umeedon ke sahare jiye ja rahe hai,
Tera naam lab se liye jaa rahe hai,
Ek tum ho ki aane ka naam nahi lete,
Ek hum hai ki intezar kiye jaa rahe hai 

 

Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna,
Kabhi kisi ka aitbaar na karna,
Tham ke khanjar apne hi hathon mein,
Bedardi se apne dil par vaar na karna.
 

 

Kaghaz kaghaz haraf sajjaya karta hai,
Tanhai main sheher basaaya karta hai,
Kaisa paagal shaks hai saari saari raat,
Deewaroon ko dard sunaya karta hai,
Ro deta hai aap hee apni baatoon par,
Aur phir khud ko aap hasaya karta hai. 

 

Har pyar kamyab nahi hota,
Har yaar wafadar nahi hota,
Yeh to dil milne ki baat hai,
Varna saat pheron mein bhi pyar nahi hota 

 
Har baat na yaro se pucho.
Raaz ki ho bat to esharo se pucho.
Lehro se khelna to shauk hai samundar ka
Chot kaise lagti hai kinaro se pucho
  

 
Sapno ki tarha aakar chali gayi
Apno ko bhula kar chali gayi
Kis bhool ki saja di
Usne pehle hasaya phir rula kar chali gayi

 

Har lafz ko kagaj pe utara nahi jaata,
Har naam ko sar-e-aam pukaara nahi jaata,
Hoti hai pyar mein kuch raaz ki baatein,
Yunhi to is khel mein harra nahi jaata. 

 

Aisa nahi ki aap yaad aate nahi,
Khata sirf itni hai ki hum bataate nahi,
Pyaar to bahut karte hain hum aapse,
Nadan ho aap isliye hum jataate nahi. 

 

Pathar agar tha unka dil
To mera kaanch ka na banaya hota
Unhe pighalna nahi aaya to,
Mujhe sambhalna hi sikhaya hota.

 

Rulane se pehle ek bar hasaya to hota,
Kasur kya hai is dil ka bataya to hota,
Mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne,
Kaash ye dil humne kabhi lagaya na hota. 

 

Toote hue pyale mein jaam nahi aata,
Dil ke mare ko aaram nahi aata,
E-dil todne wale pehle ye to socha hota,
Ki toota hua dil kisi ke kaam nahi aata. 

 

Jab bhi tujhse milne ki takdeer nazar aayi,
Mujhe apne pairo me padi zanjeer nazar aayi,
Teri yaad mein nikal pade mere aansoo,
Aur har aansoo me teri tasveer nazar aayi. 

 

Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar,
Dil Se Dil Ka Rishta Apni Jagah,
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen,
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah…. 

 

Be-Aitbaar waqt pe Jhunjla ke ro parey
Kho ke kabhi ussey toh kabhi Paa ke ro parey
Kab tak kissi ki yaad mein roenge umar bhar
Hum khud ko kitni baar yeh samjha ke ro parey

 

Mohabbat mujhe thee usi se sanam,
Yadaon me uski yeh Dil tadpta raha ,
Maut bhi meri Chahat ko rok na saki,
Kabar mein bhi yeh Dil Dhadkta raha… 
 

 

Beet jaate hain jo vo zamane nahi aate,
Aate bhi hain toh log purane nahi aate,
Is kadar bikhra hai ashiyana mera,
Zahan panchi bhi raat bitane nahi aate

 

Aaj arse baad jab suni uski awaaz,
Toh laga ki mere bahut pass hai woh,
Ho gayi nam yeh aankhen jab hosh aaya,
Aur paya ki kabhi naa puri hone wali aas hai woh 

 

Aap ki wo zaalim ada, mujh ko bimaar kargayi,
Ek baar aap muskura kya diya,teer ko dilke paar kargayi.
Woh bewafa hai to kiya, mat bura kaho usko,
Ke jo hua so hua, khush rakhey khuda usko

 

Kitna bebas he insan kismat ke aage,
Kitne benur he sapnae hakikat ke aage,
Koi ruki hui dhadkan se puche,
Kitna tadpata he dil mahobbat ke aage 

 

Palko ke kinare jo humne bhigoye nahi,
Sab sochte hain ki hum kabhi roye nahi,
Sab poochte hai khwabo mein kise dekhte ho,
Hum hai ki ek umar se soye nahi.

 

Khali shishe bhi nishaan rakhte hainâ
Tute hue dil bhi armaan rakhte hai
Joh khaamoshi se guzar jaye,
Woh dariya bhi dil me toofan rakhte hain 

 

Jinki aankhen aansuon se namm nahi,
Kya samajhte ho unhe kya koi gham nahi?
Tum tadap kar ro diye toh kya hua?
Gham chhupa ke hasne waale bhi kam nahi 

 

Samunder ko kya dukh hai bataa bhi nahin sakta,
Aankhn main aansuu laa bhi nahin sakta,
Tum saath chhodkar jaa rahe ho mera,kasoor nahin tera,
Har shaksh mera saath nibha bhi nahin saktaa
 

 

Chaandni raato mein jab sara jahan sota hai,
Lekin kisi ki yaadon mein koi badnaseeb rota hai,
Dil todne wala toh
aram se sota hai Par ,
Wafa-e-mohabbat nibhane wala hee apna sab kuch khota hai, 

 

Gile kagaz ki tarha hai jindagi apni,
Koi jalata bhi nahi or koi bahata bhi nahi,
Is kadar akele hain raahon mein dil ki,
Koi satata bhi nahi aur koi manata bhi nahi
 

 

Zindagi hai nadan isliye chup hoon,
Dard hi dard subah shaam isliye chup hoon,
Keh doon zamane se dastan apni,
Usme ayega tera naam isliye chup hoon. 

 

Tute khwabo ko phir sajana aata hai,
Roothe dil ko manana aata hai
Aap hamare gum ko dekhkar pareshaan na ho,
Hamein to dard mein bhi muskarana aata hai 

 

Wo mil jate hai kahani bankar,
Dil mein bas jate hai nishani bankar,
Jinhe hum rakhte hai apni aakho mein,
Kyo nikal jaate hai wo pani bankar

 

Tanhaiyo ne jab bhi unhe sataya hoga,
Tab tab unhe mera khayaal aaya hoga,
Gham ye nahi ki wo bhool gaye hume,
Gham ye hai ki ro-ro kar bhulaya hoga. 

 

Unse roj milne ko jee chahta hai,
Kuch sunane sunaane ko jee chahta hai,
Kisi ka manane ka andaaz hai aisa,
Ki aaj phir rooth jane ko jee chahta hai. 

 

Pyas wo dil ki bujhane kabhi aaya hi nahi,
Kaisa badal hai jiska koi saaya bhi nahi,
Berukhi isse badi our bhala kya hogi,
Ek muddat se usne hamein sataya bhi nahi


http://groups.yahoo.com/group/hindi_jokes

__._,_.___
Recent Activity
Visit Your Group
Star Wars on Y!

Discover new content

Connect with other

fans & upload video.

Popular Y! Groups

Is your group one?

Check it out and

see.

Yahoo! Groups

Everyday Wellness Zone

Check out featured

healthy living groups.

.

__,_._,___

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home