Sunday, November 18, 2007

[Hindi_Jokes] Apni tanhai mere naam se .....

Apni tanhai mere naam se abad kary
kon hai jo mujhe is tarha se yaad kary
jis ke aansowo se meri rooh kaanp uthy
hai koi esa jo mujhe yun pane ki faryad kary
 
 
Mila wo bhi nahi kartay
mila hum bhi nahi kartay
wafa wo bhi kartay hain
wafa hum bhi kartay hain
unhain raswai ka dukh hai
humain tanhai ka dukh hai
gila wo bhi nahi kartay
gila hum bhi nahi kartay
kisi mor par takrao ho jata hai aksar
ruka wo bhi nahi kartay
ruka hum bhi nahi kartay
jab bhi dekhtay hain unhain
sochtay hain kuchh kahain un se
suna wo bhi nahi kartay
bola hum bhi nahi kartay
lakin ye bhi sach hai
mohabat unhain bhi bohat hai
mohab humain bhi bohat hai
kaha wo bhi nahi kartay
kaha hum bhi nahi kartay
 
 
Wo is andaz ki mujh se mohabat chahta hai
mere har khuwab pe apni hakumat chahta hai
wo kehta hai keh main us ki zaroorat ban chuka hoo
to goeya
wo mujhe hasb-e-zaroorat chahta hai


Image and video hosting by S.Kumar


Be a better pen pal. Text or chat with friends inside Yahoo! Mail. See how.

__._,_.___
Hindi Jokes Group

Dont Miss Ganesh Kumble's online hindi forum
http://hindijokes.informe.com

To Get
Hindi Jokes funny sms shayries pictures Funny Movies.
Recent Activity
Visit Your Group
Only on Yahoo!

Star Wars galaxy

Create a profile

and meet fans.

Yahoo! Groups

Endurance Zone

A Yahoo! Group

for better endurance.

Win free airfare

from Yahoo!

Fly home for the

Holidays on us.

.

__,_._,___

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home